Pass ki sunti hai
Durr ki sunti hai
Gumnaam ke sang-sang
Mashur ki sunti hai
Maa to aakhir maa hai
Maa ke bhakton
Maa to har majboor ki sunti hai
Maa ki har baat nirali hai - 2
Baat nirali hai
Ki har karamat nirali hai
Maa ki har baat nirali hai - 4
Maha dati se sabko mili saugat nirali hai
Maa ki har baat nirali hai - 2
Waqt ki chaal badale
Dukh ke janjal badale
Iske charaon mein jhuk kar
Bade kangal badale - 2
Yahan jo aaye sawali
Jai ho
Kabhi woh jaye na khali
Jai ho
Yeh lati pathjad mein bhi
Jai ho
Har chaman mein haryali - 2
Ohhhhhhh
Kaali raaton mein laati prabhat nirali hai
Maa ki har baat nirali hai - 4
Daya jab iski hoti
To kankad bante moti
Jise yeh aap jaga de
Na fir kismat woh soti - 2
Gamo se firne wale
Jai ho
Bade is maa ne sambhale
Jai ho
fhase majhdhar mein fhere
Jai ho
Issi ne bahar nikale - 2
Ohhhhhhhh
Iski mithi mamta ki barsaat nikali hai
Maa ki har baat nirali hai - 4
Dukh katate hai yeh
Sukh batate hai yeh
Hame palati hai yeh din raat hi
Jai ho jai ho
Maa jai ho jai ho
Jai ho jai ho
Maa jai ho jai ho
Jadu iska ajeeb
Dekho hoke kareeb
Yeh to badale naseeb din raat hi - 2
Ohhhhhh
Iski rehmat har nirdosh ke saath nirali hai
Maa ki har baat nirali hai - 4
Ohhhhhh
Baat nirali hai
Ki har karamat nirali hai
Maa ki har baat nirali hai - 4
Maha dati se sabko mili saugat nirali hai
Maa ki har baat nirali hai - 4